Monday, November 14, 2005

थामे रहे

थामे रहे कशती औरो कि, अपना समझ कर
आया तुफान, ठहरे रहे मझधार मे रह कर
साहसी थे या नादान, शायद इसलिए रुके थे
धकेल कर, तुम किनारे जब चले थे

1 Comments:

Anonymous Jahnvee said...

Kuch panktiyan meri kalam se...

Tanheeo ki Bheed Mein
Teri Yaadein
Aa Aa ke satayen
Tanhaeeo ki Bheed Main

Tanha Mulakate, dilkash nazaaro mein,
Woh rubaroo chand lamhe,
Sunapan jise pukare
Tanhaeeo ki bheed main

Tanha khayalon mein,
Tanha udasiyon mein
Khoyee khooyee si nazar dhoonde tujhe
Tanhaeeo ki bheed main

Tanheeo ki Bheed Mein
Teri Yaadein
Aa Aa ke satayein
Tanhaeeo ki Bheed Mein...

7:19 PM  

Post a Comment

Links to this post:

Create a Link

<< Home